Aurat ko Namaz me kitna Badan Dhankna zaruri he ?
Suwal : Aurat ko namaz me kitna jism dhanpna zaruri he ?
Jawab: Aurat ko namaz me hath (ki hatheli) qadam or chehre ke alawa baqi sara badan dhankna zaruri he.
Baaz log sina band ko zaruri samajhti he wo galat he,
sina band pehanna zaruri nahi, bas badan Dhaka hona zaruri he.